Qhanka ki Tareeq:
4 tareeq Punganoor Andhra Pradesh
5 tareeq Lingarajapuram Bangalore
8 tareeeq Virinjipuram Tamilnadu
9 tareeq Chennai Tamilnadu
10 tareeq Nellore Andhra Pradesh
12 tareeq Mysore Karnataka
16 tareeq Chintamani Karnataka
18 tareeq Solagiri Tamilnadu
18 tareeq Mangampalai Karnataka
19 tareeq Ambur Tamilnadu
20 tareeq Arcot Tamilnadu
23 tareeq Davagere Karnataka
25 tareeq Kolar Karnataka
In tamaam Qhankha ki nigrani kar rahe hain, har mahine is tareeq me in Qankho me apne faizaan E marifath ata karte hain.
• Aap ke Zere Nigrani me aap ke zere Intizamo me Jamadul awwal ke (19 & 20) ko apne Peer O murshad Hazrath Sultan Chanwar Alishah Hussaini Qadari Sarwari ka Urs E Mubarak manaya jata hai.
• Rabbiul Awwal ke Mahine me Jashn E Ghousulwara ka program Arcot ke Qankha me manaya jata hai.
• Rabbiul awwal ke mahine me Khankaha E Chanwariya Chennai me (11vi) Gyarvi ke fatiha manaya jata hai.
• Aur apne Peer O murshad Hazrath Sultan Chanwar Alishah hussaini qadari sarwari ke wisale Mubarak ke yaad me Khankha E Chanwariya, Virinchipuram me January ke 16 Tareeq ko Yaum E Chanwariya ka program manaya jata hai.
• Aur Rajjab Ke Baiswi (22) Tareeq ko Hazrath E Imam Jaffar Sadiq ke naam e Aastan E Chanwariya Kolar me Koondo ki Fatiha manaya jata hai.
• Aur har saal aap ke Janam din ke mauqe par Aastanae Chanwariya, Kolar Shareef me 16 June ko Sarwari Ijtima ka program manaya jata hai, Jis me Shariyath, Tareeqath, Marifath Aur Haqeeqath Ki Taleem di Jati hai.
Aur in tamam karvaiyon me tamam mureedain shamil hokar apne Peer O Murshad ke faizo karam hasil karte hain.